Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts

Saturday, August 20, 2011

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,.......Waqt Nahi.

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,

Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,

Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Sunday, March 27, 2011

Scientific Lover Shayari - So Cute

Scientific Lover



Naa ye CHEMISTRY hoti, na me STUDENT hota Na wo LAB hoti, na wo LOVE ACCIDENT hota


Tabhi PRACTICAL ke waqt nazar aayi ek ladki khubsurat is naak uski TEST TUBE jaisi


Uski baaton me GLUCOSE ki mithas thi ETHYL ALCOHOL is thandi uski saans thi


Andhere me wo RADIUM ki tarah chamakti thi jab aankh mili to REACTION hua, love ka PRODUCTION hua!

Shayari From Fanaa Movie


E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,


E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,

 Use Mera ya Mujhe Uska Karde.

 Bahut Dukh Sahe He Maine,

 Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.

 Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,

 Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
 Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,

Kuch Dard bhari Shayari- Some sad Shayari

Raha jo dil mein dhadkan ban ke
bichda mujhse vo bewafa ban ke
na ummid rahi jeene ki ab ae dosto
milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke
 
Ab toh gham sehne ki aadat si hogayi hai
raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai
tu Bewafa hai....khel mere dil se ji bhar ke
hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai
 
Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
 
kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
kaash ye khamosi sab kuch keh jati
kaash kismat tumne likhi hoti to
shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jati
 
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye.
 

 Khuda ne kaash mohabbat banaayi na hoti
toh aaj iss tarah hamare pyar ki rusvaayi na hoti
kaash unke dil mein zara si wafa hoti
toh iss tarah mere saath bewafaayi na hoti
Aankho me rahne walo ko yaad nahi karte,
dil me rehne walo ki baat nahi karte.
Humari to rooh me bas gaye a Woh,
tabhi to hum milne ki fariyad nahi karte.
 
Tum bin zindagi suni si lagti hai,
Har pal adhuri si lagti hai...
Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai..

Some good Love Shayari - "Mein ne Poocha kesey ho"


Mein ne Poocha kesey ho
Badley Ho ya wesey ho
Roop wohi, Andaaz wohi
ya phir is mein koi kami

Hijr ka kuch ehsaas to hoga
koi tumharey pass to hoga
mein Bichra ye majboori thi
kab manzoor mujhey Doori thi

Dil Ki Dhadhkan Hai, Khyaalon Mein Mere Rehta Hai !!



Dil ki dhadhkan hai,khyaalon mein mere rehta hai

Kaun hai woh, jo swaalon mein mere rehta hai

Jis ka dekha na khwaab us se wafa karta hoon

BEST FRIEND SHAYARI- I'm going to be the best friend you ever had.

I'm going to be the best friend you ever had.

I'm going to listen to you like no one has
Even if I might be too busy.
I'm going to be there when it counts
Not this time, but every time you need it.

Wednesday, March 23, 2011

MAA KI MAMTA payi hai! - Maa Shayari



Aaj hawa ne phir se wahi beeti baat dohrayi hai,
Mere guzre bachpan ki yadeen apne sath wo layi hai!

Ek mamta ki chao me maine sari umar beetayi hai,
Apne gamon ke sailabo ko jo has kar sehti ayi hai!

Saturday, December 4, 2010

Woh College ke din.......................- Yaadein

Woh College ke din....

Kuch baate bhuli hui,
kuch pal beete hue,

एक लड़का और एक लड़की एक दूसरे से बहुत प्यार करते थे.

एक लड़का और एक लड़की एक दूसरे से बहुत प्यार करते थे.
दुर्भाग्य से लड़का मार गया.......
मरने के बाद उसने लड़की से कहा

Sunday, June 27, 2010

Kabhi Kabhi aisa ho

kabhi kabhi dil chahta hai



kuch aisa ho jaye.. paper ho per result na aye.. class ho per teacher na aye...

Tuesday, March 16, 2010

Shayari sms

Dosti insan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki huqumat hai, 
aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai. 






Saturday, February 20, 2010

Romantic Sms- romantic shayari- Love shayari- kaun kehta hai ke buddhe ishq nahi karte.




Utra hai mere dil mein koi chand nagar se,
Ab khauf nahi koi andhero ke safar se,
Woh baat hai tujh mein ke koi tujh sa nahi hai,
Ae kash koi dekhe tujhe meri nazar se..




Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila HaiIs

Tuesday, February 16, 2010

Tum mujhe bhool jao to ye haq hai tumko


Aankho Ke Saamne Kal, Jo Aapka Rumaal Aa Gaya

Aankho Ke Saamne Kal, Jo Aapka Rumaal Aa Gaya,
Kaise Miloon Phir Aapse, Ye Phir Sawaal Aa Gaya,

खुशी भी दोस्तो से है, गम भी दोस्तो से है,




खुशी भी दोस्तो से है,
गम भी दोस्तो से है,
तकरार भी दोस्तो से है,
प्यार भी दोस्तो से है,

रुठना भी दोस्तो से है,
मनाना भी दोस्तो से है,
बात भी दोस्तो से है,
मिसाल भी दोस्तो से है,
नशा भी दोस्तो से है,
शाम भी दोस्तो से है,
जिन्दगी की शुरुआत भी दोस्तो से है,
जिन्दगी मे मुलाकात भी दोस्तो से है,
मौहब्बत भी दोस्तो से है,
इनायत भी दोस्तो से है,
काम भी दोस्तो से है,
नाम भी दोस्तो से है,
ख्याल भी दोस्तो से है,
अरमान भी दोस्तो से है,
ख्वाब भी दोस्तो से है,
माहौल भी दोस्तो से है,
यादे भी दोस्तो से है,
मुलाकाते भी दोस्तो से है,
सपने भी दोस्तो से है,
अपने भी दोस्तो से है,

या यूं कहो यारो,अपनी तो दुनिया ही दोस्तो से है...






Koi achha lage to use pyar mat karna


Koi achha lage to use pyar mat karna

Koi achha lage to use pyar mat karna,
uske liye apni ninden bekaar mat karna,

Meri MAA



Meri MAA



Seeny se laga k kaha kerti thi maa mujh ko

to laaal hai na sata mujh ko

pachtaye ga ik din jab main chali jaun gi

na chahty hue bhi akela choor jaun gi

zamana dikhaee ga garmi ki shiddat tujh ko

yaad kerke roye ga tu phir mujh ko

muddad se meri maa ne seeny se nahin lagaya a

ab so gayi khaak main jab kuch kehny ka waqt aya.....


Kabhi Kabhi



kabhi kabhi


Kabhi kabhi mery dil main khyal aata hai

ajab na tha main begana-e-alam ho ker

tery jamaal ki ranaiyon main kho rehta

tera gadaz badan teri neem baz ankhen

inhiy haseen fasanon main mehev ho rehta

k zindi teri zulfon ki nerm chaon main

guzerny pati to shadaab ho b sakti thi

ye tergi jo meri zeest ka muqader hai

teri nezer ki shuaon main kho b sakti thi

pukarten jab mjhy talkhiya zamany ki

tery labon se khilawat k ghunt pi leta

khyaat cheekhti phirti berhana ser or main

ghaneri zulfon k saye main jhup k gee leta

mager ye ho na saka or ab ye aalam hai

k tu nahi tera gum teri justajo b nahi

guzer rahi hai zindgi aesy k

usy kisi k sahary ki arzoo b nahi

na koi jada-e-manzil na roshni ka suragh

bhatak rahi zindgi khallaon main meri

inhiy khalaon main kho ker reh jaon ga

main janta hun meri hum nafs mager unhi

kabhi kabhi mery dil main jhyal aata hai



Shayari ........

MERI SAADGI MERA JURM HAi



Yahan chahton ka sila nahi,
yahan dosti ka maza nahi,
yahan janay kesi hawa chali,
Rahi dostoon main wafa nahi,
yahan jal gaya mera aashiana,
Abhi badlon ko pata nahi,
Teray dar pe dastak de sakon,
ye haq to tum ne dia nahi,
Main raahi hon raah-e-umeed ka,
Mujhay manzilon ka pata nahi,
Be bas hon jahan main isqader,
jaisay mera koi “KHUDA” nahi,
MERI SAADGI MERA JURM HAi,
KOI AUR MERI KHATA NAHI.






ZinDagi


Zindgi ik sawal labon pe goya adhoora sa
nainon ka khwab kuch mukammal kuch pura sa
suno safer-e-zindagi main hum safer milen ge
kabhi gum kabhi khushi k phool khilen ge
zindgi imtihan, bhi azmaesh bhi apnon k liye
khoon-e-dil de ker jity hain yahan
Tooty sapnoon k liye…





AaNsoo



Osne apni ungaliyon se
aik aik
ker k
apny sary
AaNsoo
samait liye
aur socha k
Ashaq samaitny wala
aj itny Ashaq kesy de gaya??





Zarruri to nahi


Adhura ker k afsana usne kaha
puri ho har dastan zaruri to nahi
Aankhen
har terha k jazbat ka aelaan hain ankhen
shabnam kabhi shola kabhi tufan hain ankhen
ankhen hi milati hain zamany main diloon ko
anjaan hain hum tum, ager anjaan hain ankhen
lab kuch b kahen is se hakikat nahi khulti
insaan k sach jhoot ki pehchan hain ankhen
ankhen na jhuken teri kisi ghair k agey
dunya main Meri Jan, bari cheeenz hain ankhen




Mery Geet


Mane jo geet tery pyar ki khatir likhy
aj in geeton ko bazar main le aya hun
aj bazar main neelam uthy ga in ka
tu ne jin geeton pe rakhi thi mohabat ki asass
aj chandi k tarazoo main tully gi her cheez
mery afqaar, meri shayari, mera ehsas



Raat kya dhali sitare chala gaye,

Raat kya dhali sitare chala gaye,

Raat kya dhali sitare chala gayay,
Gairo sa kya gila jab aapna chalay gayay,
Jeet to saktay thay ishq bi bazi ham bhi,
Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gayay

All Rights Reserved. 2015 Copyright AbhiFunWorld

Published and http://abhifunworld.blogspot.in/ Designed By : BloggerMotion

Top