Saath Humara pal bhar ka sahi, par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi. `
Pyaar jindagi ki tarah hota hai,
Jiska har mod aasaan nahi hota,
Har raaste par khushi nahi milati,
Par jab ham jindagi ka saath nahi chodte,
To ham pyaar karna kyon chode.
`